Deewana
Dil Dil Say Keh Raha
Mera Hi Fasaana
Jogi Hoon Tera
Yeh Mera Dil Hai Deewana
Dil Dil Say Keh Raha
Mera Hi Fasaana
Kyun Baj Raha Hai Har Soo
Tera Hi Taraana
Jogi Hoon Tera
Yeh Mera Dil Hai Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Ho Deewana
Meri Aankhon Main
Teray Sapnay Hain
Meray Sapnon Main
Teri Aankhain Hain
Zikr Hai Tera
Labon Pay Meray
Dard Hai Mera
Zikr Main Teray
Sun Ja Meri Jaa'n
Dil-e-Zakhmi Ka Fasaana
Dekho Na Meri Jaana
Mein Kesa Deewana
Taanay Mujhay Deta Hai
Saara Yeh Zamana
Jogi Hoon Tera
Yeh Mera Dil Hai Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Ho Deewana
Haye
Meray Yeh Lamhay
Teri Yaadon Say
Meri Yeh Saansain
Teray Waadon Say
Jo Nibhaye Tu
Hayat Aaye
Bhool Jaye Tu
Zindagi Jaaye
Sun Ja Meri Jaan
Dil-e-Zakhmi Ka Fasaana
Har Pal Teri Qurbat Main
Jeevan Hai Bitaana
Har Dam Teri Raahon Main
Palkain Hai Bichaana
Jogi Hoon Tera
Yeh Mera Dil Hai Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Ho Deewana
Dil Deewana
Tera Deewana
Deewana
Artist: Fakhir Mehmood