Ik Baar Kaho
Ho...
Ha...
Ho...
Ha...
Tum Ghoom Chukay
Basti Ban Mein
Ik Aas Ki Phaans
Liye Mann Mein
Koi Saajan Ho
Koi Pyaara Ho
Koi Deepak Ho
Koi Taara Ho
Jab Jeevan Raat
Andheri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho..
Jab Sawan Mein
Baadal Chaye Ho'n
Jab Chanda
Roop Dikhata Ho
Jab Sawan Mein
Baadal Chaye Ho'n
Jab Chanda
Roop Dikhata Ho
Jab Sooraj Dhoop Na
Haata Ho
Jab Sooraj Dhoop Na
Haata Ho
Ya Shaam Nay Basti
Gheri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho..
Ha...
Hum Yun Kab Tak
Deed Kay Dhokay Mein
Tum Kab Tak
Duur Jharokay Mein
Hum Yun Kab Tak
Deed Kay Dhokay Mein
Tum Kab Tak
Duur Jharokay Mein
Haan Dil Ka Daaman
Phela Ho
Kyun Gori Ka Dil
Maila Ho
Kab Meray Dil Mein
Savera Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho..
Tum Ghoom Chukay
Basti Ban Mein
Ek Aas Ki Phaans
Liye Mann Mein
Koi Saajan Ho
Koi Pyaara Ho
Koi Deepak Ho
Koi Taara Ho
Jab Jeevan Raat
Andheri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri Ho
Ik Baar Kaho
Tum Meri
(Haa...)
Ho...
Artist: Ahmed Jahanzaib